بچے

جس بچے پر اعتبار ںہیں کیا جاتا وہ دھوکہ دینا سیکھتا ہے
جس بچے کا ہر وقت مزار اڑایا جائے وہ بزدل بن جاتا ہے
جس بچے پر ہر وقت تنقید کی جائے وہ ہر چیز کو رد کرنا سیکھتا ہے
جس بچے کو ہر وقت مر پیٹ کا سامنا ہوتا ہے اس کی صلاحیتیں دب جاتی ہے
جس بچے پر شفقت جاتی ہے وہ محبت سیکھتا ہے
جس بچے کی حوصلہ افزائی کی جائے اس میں اعتماد بڑھتا ہے
جس بچے کو سچ بولنا سکھایا جائے وہ انصاف کرنا سیکھتا ہے
جس بچے کی تعریف کی جائے وہ اچھی چیزوں کو پسند کرتا ہے

jiss bachay par aitbaar nahe kiya jata woh dhoka dena seekhta hai
jiss bachay ka har waqt mazar uraya jaye woh buzdil ban jata hai
jiss bachay par har waqt tanqeed ki jaye woh har cheez ko radd karna seekhta hai
jiss bachay ko har waqt mar peet ka samna hota hai us ki salahiyaten dabb jati hai
jiss bachay par shafqat jati hai wo mohabbat seekhta hai
jiss bachay ki hosla afzai ki jaye uss mein aitmaad badhta hai
jiss bachay ko sach bolna sikhaya jaye woh insaaf karna seekhta hai
jiss bachay ki tareef ki jaye woh achi cheezon ko pasand karta hai

Posted on Apr 07, 2013