کڑی تنہائیوں کو ہمسفر کہتا رہا ہوں میں
خیال یار تجھ کو معتبر کہتا رہا ہوں میں ،
کرایا شام فرقت نے تعارف ایک نیّا اس کا
وہ ایک دریا کو جس کو چشم تر کہتا رہا ہوں میں ،
وہاں بھی لوگ اپنی کرچیاں چنتے نظر آئے
جہاں کے پتھروں کو بے ضرر کہتا رہا ہوں میں ،
نظر کے زاویے تبدیل کر دیتے ہیں کچھ چہرے
وہ قاتل تھا جسے جان و جگر کہتا رہا ہوں میں ،
صلہ اب اور کیا مانگو قتیل اپنی عبادت کا
یہی میری جنت جس کو گھر کہتا رہا ہوں میں . . . !
قتیل شفائی
karri tanhaiyon ko humsafar kehta raha hoon main
khiyal-e-yaar tujhko moatbar kehta raha hoon main,
karaya shaam-e-furqat ne taruf ek niya is ka
woh ek dariya ko jisko chashm-e-tar kehta raha hoon main,
wahaan bhi log apni kirchiyaan chunte nazar aaye
jahaan k pathron ko be zarar kehta raha hoon main,
nazar k zawiye tabdeel kar dete hain kuch chehre
woh qatil tha jise jaan o jigar kehta raha hoon main,
sila ab aur kiya maango qateel apni ebadat ka
yehi meri jannat jis ko ghar kehta raha hoon main...!
qateel shifai
سماجی رابطہ