29 ستمبر 2011
وقت اشاعت: 3:51
Bartania : teen gariyon par say long jump
Bartanwi ethlate ne London mein teen gariyon par say long Jump laga kar sab ko heran kardiya, mashriqi London mein tower burj kay samnay olympic mein gold medal kay khawahish mand Bartanwi ethlate jay jay جیگیڈ ne teen gariyon par say long Jump laga kar sab ko heran kardiya, yeh teen gariyaan aik sath khari ki gayi theen jin ki choraai chay meter thi, jay jay ka kehna hai k is ilaqay mein woh paida howa aur yeh kaarnama karkay usay khushi hui hai, is ne twitter par likha hai k woh London olympic mein gold medal zaroor haasil karein ge.