تازہ ترین سرخیاں
 صحت 
25 فروری 2011
وقت اشاعت: 11:21

Palak ka istemaal wazan ghatanay mein akseer

Harey harey palak kay patay dekhnay mein tou achay lgtay he hain lekin haliya tehqeeq mein yeh baat samnay aai hai ke palak ka istemaal wazan ghatanay mein akseer hai. reserch mein palak kay fawaid par roshni daaltay huay bataya gaya ke palak mein calories kam hoti hain jabkay nutrents aur vitamin bari miqdaar mein paye jatay hain jo jisam mein khoon mein izafay ka baes bantay hain. palak mein fleonides ki mojoodgi anti oxident kay tour par jisam mein kaam karti hai jo ke jaraseem say hifazat mein khasi mufeed saabit hoti hai.

یہ متن اردو یونی کوڈ میں پڑھیںYe Matan/Text Urdu Unicode Mein Parhein
متن لکھیں اور تلاش کریں
© sweb 2012 - All rights reserved.