ناریل

ناریل جسم کو طاقت دیتا ہے اور موٹا کرتا ہے ناریل کا تیل دماغی کمزوری اور بالوں کی نشوونما کے لیے مفید ہے اِس کا تیل بالوں میں لگانے سے سکری دور ہوتی جاتی ہے . ناریل دماغی خشکی کو دور کرتا ہے . یہ سردیوں میں گردہ مثانہ کے درد میں بہت فائدہ مند ہے . کمر درد اور کھانسی میں بھی مفید ہے . خشک کھانسی میں اسے آگ پر سینک کر رات کو سوتے وقت كھانا بہت مفید ہے .

Nariyal Jism ko taqat deta hai aur mota karta hai nariyal ka tail dimaghi kamzori aur balon ki nashonuma k liye mufeed hai is ka tail balon mai lagane se sikri door hoti jati hai. Nariyal dimaghi khushki ko door karta hai. yeh sardiyon mai gurda masana k dard mai buhat faida mand hai. Kamar dard aur khaansi mai bhi mufeed hai. Khushk khaansi mai isay aag par saink kar raat ko sotay waqt khana buhat mufeed hai.

Posted on Dec 11, 2013