زکام

نزلہ زکام کھانسی وغیرہ مرض میں ہلدی نہایت مفید ثابت ہوئی ہے . حکیموں کی رآئے كے مطابق اِس تجربہ کی تصدیق ہوئی ہے کھانسی سے رکے ہوئے گلے میں اور بہتے ہوئے زکام میں ہلدی كے استعمال سے خشکی پیدا ہو جاتی ہے جس كے اثر سے کھانسی کا بڑھنا رک جاتا ہے 4 ماشہ سفوف ہلدی گرم پانی كے ساتھ صبح پِھر ایسے ہی ایک خوراک شام کو

Nazlah zukam khansi waghairah marz mein haldi nehayat mufeed sabit huyi hai. hakeemon ki raaye ke mutabiq is tajurbah ki tasdeeq huyi hai khansi se ruke huye gale mein aur behte huye zukam mein haldi ke istemaal se khushki paida ho jati hai jis ke asar se khansi ka barhna ruk jata hai 4 mashah safoof haldi garam pani ke sath subha phir aise hi aik khorak sham ko

Posted on Nov 23, 2013