بھارت کے صوبہ اُتر پردیش کے ایک شہر امروہہ میں ایک بزرگ حضرت سید حسین شرف الدین شاہ ولایت رحمۃ اللہ تعالیٰ علیہ کا مزار مبارک ہے ان کے مزار پر بے شمار خطرناک اور زہریلے بچھو پھرتے رہتے ہیں لیکن حیرت انگیز بات یہ ہے کہ یہ بچھو مزار کے احاطہ میں کسی کو ڈنگ نہیں مارتے حتیٰ کہ اگر کوئی ان کو پکڑ بھی لے تو پھر بھی وہ ڈنگ نہیں مارتے اور ان کو پکڑنے سے کوئی تکلیف نہیں ہوتی اس سے بھی حیرت والی بات یہ ہے کہ اگر باہر سے زہریلے بچھو لا کر مزار مبارک کے نزدیک چھوڑ دیئے جائیں تو وہ بھی بے ضرر ہوجاتے ہیں اور اپنی فطرت کے خلاف ڈنگ مارنے کی بجائے ڈنگ کو سکیڑ لیتے ہیں یہ ان بزرگ کی حیرت انگیز کرامت ہے۔
Bharat kay soobah uttar pradesh kay aik shehar amroha mein aik buzurg hazrat syed Hussain Sharf Aldeen Shah Wilayat Rehma Allah taala alaiehi ka mazaar mubaraik hai in kay mazaar par bay shumaar khatarnaak aur zahreeley bichho phirtay rehtay hain lekin herat angaiz baat yeh hai k yeh bichho mazaar kay ihata mein kise ko dang nahi maartay hatta k agar koi in ko pakar bhi lay tou phir bhi woh dang nahi maartay aur in ko pakarnay say koi takleef nahi hoti is say bhi herat wali baat yeh hai k agar bahar say zahreeley bichho laa kar mazaar mubaraik kay nazdeek chhor diye jayen tou woh bhi bay zarar ho jatay hain aur apni fitrat kay khilaaf dang maarny ki bajaye dang ko sukairh letay hain yeh in buzurg ki herat angaiz karamat hai.
سماجی رابطہ