قدم بن معد یکرب رضی اللہ تعالی عنہ بیان کرتے ہیں کے ، میں نے رسول اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کو وحشی جانوروں کی کھال کا لباس پہننے اور اس پر سوار ہونے ( سواری كے جانور یا کار کی سیٹ پر بچھانے ) سے منع کرتے سنا ہے .
حکمت یہ ہے کے ایسا کرنے میں تکبر اور نخوت پیدا ہوتی ہے ، جابر لوگوں كے ساتھ مشابہت ہوتی ہے اور اس لیے یہ اسراف اور فضول خرچ لوگوں کا لباس ہے .
سنن ابو داؤد حدیث ، علامہ البانی رحمہ اللہ نے صحیح ابو داؤد حدیث 3479 میں اسے صحیح قرار دیا ہے
wehshi janwaron ki khaal farsh par bichana aur wehshi janwaron ke sar diwaron par sajana
qaddam bin maad yakrib R.A bayan karte hain kay, me ne Rasool e Akram SAWW ko wehshi janwaron ki khaal ka libaas pehan-nay aur uss par sawar hone (sawari ke janwar ya car ki seat par bichane) se mana karte suna hai.
hikmat yeh hai kay aisa karne me takabbur aur nakhwat peda hoti hai, jabir logon ke sath mushabihat hoti hai aur iss liye ye israaf aur fazool kharch logon ka libas hai.
sunan abu dawood hadith 4131, Allama albani Rehatullah ne sahih abu dawood hadith 3479 mein ise sahih qarar diya hai
سماجی رابطہ