پاگل

فیکٹری کا مالک ایک دن اچھے موڈ میں تھا .
اپنے ملازمین کے درمیان بیٹھا تھا اس نے کہا کے اندھیری رات ہے ، بارش ہو رہی ہے ، غاروں میں بجلی نہیں ہے . بتاؤ میری عمر کیا ہے ؟
ملازمین میں خاموشی چھا گئی کیوں کہ اس میں کوئی اشارہ نہیں تھا جس سے اس بات کا پتہ چل سکے کہ مالک کی عمر کیا ہے۔
آخر کافی سوچنے کے بعد ایک ملازم بولا 40 سال .
مالک حیران ہو کر بولا تمہیں میری عمر کا اندازا کیسے ہوا ؟ واقعی میری عمر 40 سال ہے .
ملازم بولا جناب ہمارے محلے میں ایک لڑکا ہے اس کی عمر 20 سال ہے اور وہ آدھا پاگل ہے .

factory ka maalik aik din achay mood mein tha .
apne mulazmeen ke darmiyan betha tha iss ne kaha ke andheri raat hai, barish ho rahi hai, garoon mein bijli nahi hai. batao meri Umar kya hai ?
mulazmeen mein khamoshi chhaa gayi kiyon kay iss mein koi ishara nahi tha jis se iss baat ka pata chal sakay kay maalik ki Umar kya hai .
aakhir kaafi sochnay ke baad aik mulazim bola 40 saal .
maalik heran ho kar bola tumhe meri Umar ka andaaz kaisay howa? waqai meri Umar 40 saal hai .
mulazim bola janab hamaray muhallay mein aik larka hai iss ki Umar 20 saal hai aur woh aadha pagal hai .

Posted on Apr 10, 2013