22 ستمبر 2011
وقت اشاعت: 7:48
Chain mein Pakistani ko sazaye mout day di gayi
اردو ڈاٹ کو -
Hari poor Pakistan say talluq rakhnay walay 36 sala business man ko kal baroz budh dopehar ko sazaye mout day di gayi
hari poor say talluq rakhnay walay 36 sala zahir Hussain Shah ko pichaly saal manshiat smuggle karnay kay jurm mein sazaye mout sunai gayi thi
chain mein manshiat ki smugling kay ilzaam mein sazaye mout panay walay Pakistani shehri Zahid Hussain Shah kay khandaan ne saza kay khilaaf aakhri koshish kay tour par shanghai ki adalat mein appeal ki thi, jo mustard ki di gayi.