10 اکتوبر 2011
وقت اشاعت: 5:48
Bharti gulukaar jagjit singh intqaal kar gaye
اے آر وائی -
Bharti gulukaar Jagjit singh intqaal kar gaye. woh dimagh ki shariyan phatnay ki wajah say woh aleel thay alalat kay doran he in ki zindagi ka chairag gul ho gaya. woh Mumbai kay Leelavati hospital mein zair e ilaaj thay.
Jagjit singh ghazal gayegee mein munfarid shanakht rakhtay thay. woh Bharat Pakistan sameit duniya bhar mein nihayat maqbool thay Jagjit singh ne Bharti filmon mein bhi apni aawaz ka jadu jaga ya tha.