تازہ ترین سرخیاں
 دلچسپ خبریں 
1 جون 2011
وقت اشاعت: 18:52

Haray pattoun wali sabzian susti khatam karti hain

London : sabzion ki ahmiyat say kon waaqif nahi. haal he mein Bartania mein honay wali aik tehqeeq say saabit howa hai ke haray pattoun wali sabzian susti khatam karti hain.



haray pattoun wali sabzion mein himo لیکونن paaya jata hai. yeh madah khoon k khalion mein oxygen jazb karnay ki salahiyat mein izafah karta hai. iss tarah hari sabzian kha kar hum khud ko hashash bashaash aur chaaq o choband mehsoos kartay hain kyonkay sabzion say oxygen zyada jazb hoti hai aur khoon k khalion mein ravani hojati hai. mahireen sahet ka kehna hai ke sabzion ko zyada dair tak pakanay say in ki ghizaiyat ko khatam hojati hai.

یہ متن اردو یونی کوڈ میں پڑھیںYe Matan/Text Urdu Unicode Mein Parhein
متن لکھیں اور تلاش کریں
© sweb 2012 - All rights reserved.