16 جون 2011
وقت اشاعت: 10:47
Rana Sanaullah ko in kay ohday say bar tarf kya jaye, Raja Riaz
اے آر وائی -
Lahore : Punjab assembly mein quaid hizab e ikhtilaaf Raja Riaz ne kaha ke sobai wazeer e qanoon Rana Sanaullah ki jagah usay shakhs ko muqarrar kya jaye jisay qanoon aur apni zabaan par girift ho. Punjab assembly kay bahar sahafion say guftagu kartay huay unhon ne kaha ke peoples party ne hamesha aamron ka naam lay kar tanqeed ki hai.