24 جون 2011
وقت اشاعت: 12:59
Lahore : Shah aalam market kay Japan plaza mein atishzadgi
اے آر وائی -
Lahore mein Shah aalam market kay Japan plaza mein agg lag gayi aag ne darjanon dukanon aur kaarkhanon ko apni lapait mein lay liya. jabkay dhuwen say 4 afraad bay hosh hogaye hain.